DELUSIONS-DISORDER,OBJECTS -APPEAR IN

Disorder= not in order,a state of confusion,irregular Yaha patient ko aisa lagta he ki sab kuchh astvyast he…jab koi bhi
chij disorder me hoti he tab ek confusion khada hota he.koi kaam complete nahi ho pata.jab sab kuchh order me hota he tab kaam easy ho jata he… Ab is rubric ko patient me kaise use karenge? Ek example.. “mera diabetes bhi badha hua he,and Bp bhi kabhi kabhi badh raha he,kal cholesterol check karvaya wo bhi jyaada aaya….khana hajam nahi hota..”

No comments:

Post a Comment