IRONY-SATIRE-DESIRE FOR

IRONY Apni baat bataane ke liye aise words ka istemaal karna jiska matlab opposite hota he e.g….koi bahut thin person bolta he..bhai me to city ka first number ka pehlvaan hu. SATIRE Majaak (humour) me apni baat ko batana,jisme exaggeration bhi hota he,taunting bhi hota he and irony bhi hoti he… Ab ham practical examples par aate he..hame ye rubric patient ke kis version par use karna he? e.g. “muje sardi ho jaati he,jara sib hi baarish gir jati he to,kal me
baarish me bhig kar aa gaya..me to strong aadmi hu na…” “ek 25 yr ka pt aa kar bolega.”dr.sahab,knee pain ho raha he,ab buddhe jo ho chuke he” Old man bolta he,”abhi to me jawaan hu” “ o meri zohra zabi…tu he ab tak hasin..aur me jawaan..” Ab dekhiye….ye budhdha ho chukka, wo buddhi ho chuki..unke saare ke saare spare parts hil chuke he…..leki bol raha kit u beuty dikhti and me young hu… Ye humour kar raha he….opposite words ko use kar ke…… Aise version alag alag version ho sakte he….tab hame ye rubric lena he “ye meri vafaadar bimari he,zindagi bhar mera saath nahi chhodegi,puri duniya muje chhod sakti he lekin ye bimari kabhi muje akela nahi chhodegi” Ab yahi words wo haste huve mazaak me bolta he,to ham ye rubric lenge Irony-satire-desire for Yaha par IRONY- is liye ki opposite words use karta he,and diabetes uski zindagi ki wo chij he jisko wo nahi chahta tha.. SATIRE-satire is liye ki wo usko mazaak(Vyang) me criticize karta he Yahi words agar wo dukh ke sath bolta he and mazaak ka koi iraada nahi to ham ye rubric use karenge IRONY (IN CD- mocking sarcasm)

No comments:

Post a Comment