DELUSION bed sold his bed someone has.

 
Bed means comfort zone jaha aaram kiya jata hai..
Sold means sale ya bech dena ya bik jana....
Yaha pts ko aisa lagta hai jo cheej pahle uski thi jo ab uski nahi rahi bik chuki hai....

Yaha par ham ko is rubric ka proper meaning samaj lena he,fir ham alag alag versions ko easily interpret kar lenge..
marij ko aisa lagta he ki uska bed (comfort,chen sukoon,shaanti)chala gaya he..
yaha par "Sold" word use kiya he..matlab ki bech diya he..
Ab isko bhi samajna he..
koi chij jab bech di jati he tab do baate saamne aati he
1.uski rakam hamko milti he...jo bhi mila uske liye bed sell karna pada he
2.jab koi chij sell ho jati he matlab ki ab wo hamesha ke liye gae...

Patient kya bolega?
" dr.saahab,market me competetion itni he ki me ab araam nahi kar sakta .kaam karna hi karna he...ab wo araam gaya.."
"dr.sahab...mera son bad company ki wajah se bigad gaya he,usko sahi karne ke liye itni mehnat karni padti he ki mera sukoon chala gaya,me chen se so nahi pata hu,har waqt uske sahi karne ki fikar rehti he"
" dr. sahab ,jimmedariya itni badh gayi he ki ab araam kaha?"

.......  NUX - Vom 


Nux v ko aisa lagta hai ki mere aaram karne ki jagah kisine bech diya. matalab ab vo aaram nahi kar sakta. kyu ki uska bed hi bik gaya.

why he feels so ? . actually he very ambitious , very competitive , fastidious and workoholic. 

jab vo market me ek achhe position par rahata hai to vo sochata hai ki ab thoda aaram karu, taki mann me utpanna halchal thoda shaant ho . magar jaise hi koi uska competitive us se aage jane lagata hai to use lagta hai ki ab to aaram nahi kar sakta . kyu ki use phir se competition ki resh me utarna hota hai. 
isi liye use lagata hai ki , uske aaram ki jagah ab uski nahi rahi, bik chuki hai.


sold :-  to give up in violation of duty.
 to give up to  another for money or other valuable consideration.

vo apana ambition pane ke liye apana bed bech deta hai, apane competitive ke vajah se.

                                   

No comments:

Post a Comment